News Leak Centre

No Fear No Favour

“Yeh hamesha mard hi kyun milte hain humain … shayar kyun nahi milte”? We bring you 10 famous dialogues on World Theatre day !

27 March is observed as World Theatre day. So on this occasion, NLC brings out top 10 Indian theatre artists and their hit dialogues from their movies:-

 Raj Kapoor

Mera Naam Joke

“Duniya mein ek cheez sher-e-babbar se bhi zyada khatarnak aur darawani hai … aur woh hai gareebi aur bhookh”

Pankaj Kapoor

Halla Bol

“Apne badan pe chot lage toh saala janwar bhi rota hai … insaan woh hai joh doosre ki chot ko mehsoos kar sake”

Anupam Kher

Chashme Badoor

“Aurat bhi kya cheez hai … kuch kaho toh mooh phula leti hai … aur kuch karo toh pet phula leti hai”

Saurabh Shukla

Main Tera Hero

“Jaise English mein saboot ko proof kehte hai … ghar ki chhat ko roof kehte hai … vaise hi har language mein aap jaison ko bewakoof kehte hai”

Shah Rukh Khan

Om Shanti Om

“Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho … to puri kainaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai”

Rajpal Yadav

Bhool Bhuliya

“Hum koi mandir ka ghanta hai ki koi bhi aake baja jaata hai”

Naseeruddin Shah

China Gate

“Cancer se zyada khaufnak bimari toh aapki ragon mein daud rahi hai … nafrat ki bimari, shaq ki bimari”

OM Puri

Agneepath

“Jis Din Police ki vardi ka sath pakda..Us Din dar ka sath chor dia”

Shabana Azmi

Honeymoon Tarvels Pvt. Ltd.

“Zindagi bhi ajeeb hai na … jab aap jeena chahte hai, toh jeene nahi deti … aur jab jeene ki sari khwaish chhod dete hai, tab kehti hai jeeyo”

Kulbhushan Kharbanda

Aloo Chat

“Insaan ki parak Hindu Musalman se nahi … insaaniyat se hoti hai … aur wohi sabse bada mazhab hai”

2 thoughts on ““Yeh hamesha mard hi kyun milte hain humain … shayar kyun nahi milte”? We bring you 10 famous dialogues on World Theatre day !

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *